1> Sari Umar AANKHON me koi SAPNA YAAD raha,
SAAL BEET gaye magar woh LAMHA YAAD raha
Najane kya BAAT thi us SHAKHS me,
Sari MEHFIL BHOOL gaye magar woh CHEHRA YAAD raha!!!
2> Bus itna hi kaha tha k barson k piyasay hai Faraz
.
.
.
Honton pe hont rakh kar us ne khamosh kar diya!!!
3> Is tarah ghaur se mat dekh mere hath ay FARAZ
In lakeeron main hasraton ke siwa kuch bhi nahi!!!
Dard Bhari Shayari!!!
Posted by
Qaiser Imam
|
Labels:
Sad Shayari
undefined
undefined
undefined
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comments:
Ishq ke rashto me judai na mili hoti,
Hume Pyaar me ye bewafai na mili hoti,
khush hote hum bhi auro ki tarah,
Agar hume unse ye ruswai na mili hoti
Post a Comment