Ungli pakad ke jisko banaya tha rahbar, Us ne hi aaj bap ko nicha dikha diya.

Ungli pakad ke jisko banaya tha rahbar,
Us ne hi aaj bap ko nicha dikha diya.




  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Baray Masoom Jazbon Se, Main Apne Shokh Haathon Par... Wafa Ki Surkh Mehndi Se, Bus Usi Ka Naam Likhti Hon...!!

Baray Masoom Jazbon Se, Main Apne Shokh Haathon Par...

Wafa Ki Surkh Mehndi Se, Bus Usi Ka Naam Likhti Hon...!!






  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Hamein rulate hain woh!!


Shayad unki ada hai ye jo har din hume tadpate hain wo
Kabi kisi to kabhi kisi bahane se hume satate hain wo,
Na jane kya milta hai unhe jo humpe yeh sitam dhate hain wo
Chain hi nahi milta unhe jab tak hume rulate nahi hain wo.


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Who wants to Drive this Bicycle???


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Dabi Dabi si woh Muskurahat!!!


Dabi Dabi Si Wo Muskarahat
Labon Pe Apne Saja Saja K,

Wo Naram Lehje Main Baat Karna
Ada Se Nazrain Jhuka Jhuka K,

Wo Aankh Teri Shararti Si
Wo Zulf Mathe Pe Nachti Si,

Nazar Hatay Na Ek Pal Bhi
Main Thak Gya Hoon Hata Hata K,

Wo Tera Hathon Ki Unglion Ko
Milla Kar Zulfon Main Kho Sa Jana,

Haya Ko Chehray Pe Phir Sjana
Phool sa Chehra Khila Khila K,

Wo Hath Huron Ka Ghar Ho Jaise
Wo Paon Pariyon Ka Par Ho Jaise,

Nahi Hai Teri Misal Jana,
Main Thak Gya Hon Bata Bata K…

·٠•●♥ Qaiser♥●•٠·

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS